We use cookies and other technologies on this website to enhance your user experience.
By clicking any link on this page you are giving your consent to our Privacy Policy and Cookies Policy.

Qurbani ke Masail مسائل قربانی Capturas de pantalla

Acerca del Qurbani ke Masail مسائل قربانی

En esta aplicación, le proporcionaremos información completa sobre qurbani ke masail.

Qurbani Ke Masail o Ahkam

Qurbani ke masail hum sub ko maloom hone chahiye. dosto jesa ke ap sub jante hain kal ko Pakistan mei Eid ul Adha ka din hai o taqriban har ghar me hi qurbani ki jati to hum sub ko qurbani ke masail o ahkamat ke barey me mukammal ilm hona chahiye. Mai yahan es foro me qurbani ke fazail, qurbani ke ahkam o masail ap sub ki khidmat me pesh kar raha hon. Parhiye o qurbaani karte waqt hamesha yaad rakhiye.

QURBAANI KA BAYAAN

qurbaani hazrat saiyyiduna ibaraheem عليه السلام ki sunnat hai jo is ummat ke liye baaqi rah gayi aur nabi صلى الله تعالى عليه وسلم ko qurbaani gay di farmyaa ka hushad

AHAADEES Y KAREEMA

(1) ummul mumineen hazrat aaishah siddiaqa رضى الله تعالى عنها se riwayat hai keh huzur e aqdas صلى الله تعالى عليه وسلم ne irshad farmaya keh yaumunnahar (daswen zilhijjah) men ibn e aadam ka koi amal khuda ke nazdeek khoon bahane ( qurbaani karne) se ziyadah piyaara nahin aur oh jaanwar qiyaamat ke din apne sing aur baal aur khuron ke saath aayega aur qurbaani ka khoon zmeen par girne se qabl khuda ke nazdeek maqaam e qubool men pahunch jaata hai lihaza is ko khush dili se karo

(Abu daaud / tirmizi / ibn e mayah)

(2) Hazrat Imam Hasan bin Ali رضى الله تعالى عنه 14

(tibrani)

MASAAIL Y FIQHIYYAH

QURBAANI KI TA’REEF

Makhsoos janwar ko makhsoos din men baniyyat e taqarrub zabah karna qurbani hai

(Bahar e shari'at)

QURBAANI KI QISMEN

qurbaani ki kayi qismen hain

(1) Gani aur faqeer dono par wajib hai es ki soorat ye hai keh qurbani ki mannat maani ye kaha keh allah ke liye mujh par bakri ya gaaye ki qurbaani karna hai ya es bakri ya gaaye ki qurbani karna hai

(Bahar e shari'at)

(2) faqeer par wajib ho gani par wajib na ho is ki soorat ye hai keh faqeer ne qurbaani ke liye janwar khareeda us par us jaanwar ki qurbaani wajib hai aur agar gani khareedta to is khareedne se qurbaani us par wajib na hoti

(Bahar e shari'at)

(3) gani par wajib ho faqeer par wajib na ho is ki soorat ye hai keh qurbaani ka wujoob na khareedne se ho na mannat maanne se balkeh khuda ne jo use zindah rakha hai us ke shukurya men aur hazrat ibraahim عليه السلام ki sunnat ki ihya men jo Qurbaani wajib hai oh sirf gani par hai

(Bahar e shari'at)

MASLAH::: musafir pe Qurbaani wajib nahin agar musafir ne Qurbaani ki tataww’u (nafl) hai

(Bahar e shari'at)

MASLAH::: faqeer ne agar na mannat maani ho na Qurbaani ki niyyat se Jaanwar khareeda ho to uska Qurbaani karna bhi tataww'u (nafl) hai

(Bahar e shari'at)

MASLAH::: bakri ka maalik tha aur uski Qurbaani ki niyyat kar li ya khareedne ke waqt Qurbaani ki niyyat na thi ba'd men niyyat kar li to is niyyat se Qurbaani wajib nahin hogi

(Bahar e shari'at)

QURBAANI KE WAJIB HONE KE SHARAAIT

(1) ISLAM

yani gair musulmán pe Qurbaani wajjb nahin

(2) IQAAMAT

yani muqeem hona musaafir par wajib nahin

(3) TAWANGARI

yani maalik nisaab hona yahan maaldaari se murad wahi hai jis se sadqa e fitr wajib hota hai oh murad nahin jis se zakat wajib hoti hai

(Nisab ki tafseel nisab ke bayan men mulahaza farmayen)

(4) ¡Apúrate!

yani aazad hona jo aazad na ho us pe Qurbaani wajib nahin keh gulam ke paas maal hi nahin lihaza ibadat e maaliya us pe wajib nahin

(Bahar e shari'at)

FAZAAIL O MASAAIL E EIDUL AZHA O QURBAANI

TASHEEH

La aplicación de oración Qurbani tiene un procedimiento completo de Qurbani del Corán y el hadiz

- Qurbani k janwar ki kharaidari

- Qurbani ky masail

- Takbir ka tareeqa

- Todo sobre qurbani

- Qurbani ki zarorat

¿Quién debe ofrecer Qurbani?

- Todo musulmán debe realizar Qurbani. Los únicos casos especiales son los siguientes:

- Los que no posean 52.5 tolas de plata, o su equivalente en riqueza

- Aquellos con mala condición mental.

- Aquellos que están de viaje y están a más de la distancia Shar'i de su casa (aproximadamente 40-45 kilómetros)

- Que aún no han alcanzado y superado la pubertad

Novedades de Última Versión 1.0

Last updated on 13/01/2023

Minor bug fixes and improvements. Install or update to the newest version to check it out!

Traductorio...

Información Adicional de Aplicación

Última Versión

Solicitar Qurbani ke Masail مسائل قربانی Actualización 1.0

Presentado por

LãO HạC

Requisitos

Android 4.4+

Available on

Conseguir Qurbani ke Masail مسائل قربانی desde Google Play

Mostrar más
Idiomas
Suscríbete a APKPure
Sé el primero en obtener acceso al lanzamiento anticipado, noticias y guías de los mejores juegos y aplicaciones de Android.
No, gracias
Suscribirme
¡Suscrito con éxito!
Ahora estás suscrito a APKPure.
Suscríbete a APKPure
Sé el primero en obtener acceso al lanzamiento anticipado, noticias y guías de los mejores juegos y aplicaciones de Android.
No, gracias
Suscribirme
¡Éxito!
Ya estás suscrito a nuestro boletín electrónico.