We use cookies and other technologies on this website to enhance your user experience.
By clicking any link on this page you are giving your consent to our Privacy Policy and Cookies Policy.

Qurbani ke Masail مسائل قربانی Screenshots

Über Qurbani ke Masail مسائل قربانی

In dieser App stellen wir Ihnen vollständige Informationen über Qurbani ke Masail zur Verfügung

Qurbani Ke Masail oder Ahkam

Qurbani ke masail hum sub ko maloom hone chahiye. dosto jesa ke ap sub jante hain kal ko Pakistan mei Eid ul Adha ka din hai oder taqriban har ghar me hi qurbani ki jati to hum sub ko qurbani ke masail oder ahkamat ke barey me mukammal ilm hona chahiye. Mai yahan ist Forum me qurbani ke fazail, qurbani ke ahkam oder masail ap sub ki khidmat me pesh kar raha hon. Parhiye oder qurbaani karte waqt hamesha yaad rakhiye.

QURBAANI KA BAYAAN

qurbaani hazrat saiyyiduna ibaraheem عليه السلام ki sunnat hai jo ist ummat ke liye baaqi rah gayi aur nabi صلى الله تعالى عليه وسلى عليه وسلم ko dishaya hudya karne farm

AHAADEES E KAREEMA

(1) ummul mumineen hazrat aaishah siddiaqa رضى الله تعالى عنها se riwayat hai keh huzur e aqdas صلى الله تعالى عليه وسلم ne irshad farmaya keh yaumunnahar (daswen zilhijjah) men ibn e aadam ka koi amal khuda ke nazdeek khoon bahane ( qurbaani karne) se ziyadah piyaara nahin aur oh jaanwar qiyaamat ke din apne sing aur baal aur khuron ke saath aayega aur qurbaani ka khoon zmeen par girne se qabl khuda ke nazdeek maqaam e qubool men pahunch jaata hai lihaza is ko khush dili se karo

(Abu Daaud / Tirmizi / Ibn e Maajah)

(2) Hazrat Imam Hasan bin Ali رضى الله seln

(Tibrani)

MASAAIL E FIQHIYYAH

QURBAANI KI TA’REEF

Makhsoos janwar ko makhsoos din men baniyyat e taqarrub zabah karna qurbani hai

(Bahar e Shari’at)

QURBAANI KI QISMEN

qurbaani ki kayi qismen hain

(1) Gani aur faqeer dono par wajib hai is ki soorat ye hai keh qurbani ki mannat maani ye kaha keh allah ke liye mujh par bakri ya gaaye ki qurbaani karna hai ya is bakri ya gaaye ki qurbani karna hai

(Bahar e Shari’at)

(2) faqeer par wajib ho gani par wajib na ho is ki soorat ye hai keh faqeer ne qurbaani ke liye janwar khareeda us par us jaanwar ki qurbaani wajib hai aur agar gani khareedta to is khareedne se qurbaani us par wajib na hoti

(Bahar e Shari’at)

(3) gani par wajib ho faqeer par wajib na ho is ki soorat ye hai keh qurbaani ka wujoob na khareedne se ho na mannat maanne se balkeh khuda ne jo use zindah rakha hai us ke shukurya men aur hazrat ibraahim عليه السلام ki ihnat ki sun Männer jo Qurbaani wajib hai oh sirf gani par hai

(Bahar e Shari’at)

MASLAH::: Musafir pe Qurbaani wajib nahin agar Musafir ne Qurbaani ki tataww’u (nafl) hai

(Bahar e Shari’at)

MASLAH::: faqeer ne agar na mannat maani ho na Qurbaani ki niyyat se Jaanwar khareeda ho to uska Qurbaani karna bhi tataww’u (nafl) hai

(Bahar e Shari’at)

MASLAH::: bakri ka maalik tha aur uski Qurbaani ki niyyat kar li ya khareedne ke waqt Qurbaani ki niyyat na thi ba’d men niyyat kar li to is niyyat se Qurbaani wajib nahin hogi

(Bahar e Shari’at)

QURBAANI KE WAJIB HONE KE SHARAAIT

(1) ISLAM

yani gair muslim pe Qurbaani wajjb nahin

(2) IQAAMAT

yani muqeem hona musaafir par wajib nahin

(3) TAWANGARI

yani maalik nisaab hona yahan maaldaari se murad wahi hai jis se sadqa e fitr wajib hota hai oh murad nahin jis se zakat wajib hoti hai

(Nisab ki tafseel nisab ke bayan men mulahaza farmayen)

(4) HURRIYYAT

yani aazad hona jo aazad na ho uns pe Qurbaani wajib nahin keh gulam ke paas maal hi nahin lihaza ibadat e maaliya uns pe wajib nahin

(Bahar e Shari’at)

FAZAAIL O MASAAIL E EIDUL AZHA O QURBAANI

TASCHEH

Qurbani Prayer App hat ein vollständiges Verfahren von Qurbani aus Koran und Hadith

- Qurbani k janwar ki kharaidari

- Qurbani ky masai

- Takbir ka tareeqa

- Alles über Qurbani

- Qurbani ki zarorat

Wer muss Qurbani anbieten?

- Jeder Muslim sollte Qurbani durchführen. Die einzigen Sonderfälle sind die folgenden:

- Diejenigen, die nicht 52,5 Tola Silber oder das entsprechende Vermögen besitzen

- Diejenigen mit nicht guter geistiger Verfassung.

- Diejenigen, die reisen und mehr als die Shar'i-Entfernung von zu Hause entfernt sind (ungefähr 40-45 Kilometer)

- Die die Pubertät noch nicht erreicht und überschritten haben

Was ist neu in der neuesten Version 1.0

Last updated on Jan 13, 2023

Minor bug fixes and improvements. Install or update to the newest version to check it out!

Übersetzung wird geladen...

Zusätzliche APP Informationen

Aktuelle Version

Qurbani ke Masail مسائل قربانی Update anfordern 1.0

Von hochgeladen

LãO HạC

Erforderliche Android-Version

Android 4.4+

Available on

Erhalt Qurbani ke Masail مسائل قربانی auf Google Play

Mehr anzeigen
Sprachen
Abonnieren Sie APKPure
Erhalten Sie als der Erste den Zugang zu Vorabversionen, Neuigkeiten und Anleitungen der besten Android-Spiele und -Apps.
Nein, danke
Anmeldung
Erfolgreich abonniert!
Sie haben jetzt APKPure abonniert.
Abonnieren Sie APKPure
Erhalten Sie als der Erste den Zugang zu Vorabversionen, Neuigkeiten und Anleitungen der besten Android-Spiele und -Apps.
Nein, danke
Anmeldung
Erfolg!
Sie sind jetzt unseren Newsletter abonniert.