We use cookies and other technologies on this website to enhance your user experience.
By clicking any link on this page you are giving your consent to our Privacy Policy and Cookies Policy.

Qurbani ke Masail مسائل قربانی Ảnh chụp màn hình

Giới thiệu về Qurbani ke Masail مسائل قربانی

Trong ứng dụng này, chúng tôi sẽ cung cấp cho bạn thông tin đầy đủ về qurbani ke masail

Qurbani Ke Masail hoặc Ahkam

Qurbani ke masail hum sub ko maloom hone chahiye. dosto jesa ke ap sub jante hain kal ko Pakistan mei Eid ul Adha ka din hai hay taqriban har ghar me hi qurbani ki jati to hum sub ko qurbani ke masail hoặc ahkamat ke barey me mukammal ilm hona chahiye. Mai yahan là forum me qurbani ke fazail, qurbani ke ahkam or masail ap sub ki khidmat me pesh kar raha hon. Parhiye hoặc qurbaani karte waqt hamesha yaad rakhiye.

QURBAANI KA BAYAAN

qurbaani hazrat saiyyiduna ibaraheem عليه السلام ki sunnat hai jo là ummat ke liye baaqi rah gayi aur nabi صلى الله تعالى عليه وسلم ko qurbaani karne ka hukm diya gaya irshad farmaya

AHAADEES E KAREEMA

(1) ummul mumineen hazrat aaishah siddiaqa رضى الله تعالى عنها se riwayat hai keh huzur e aqdas صلى الله تعالى عليه وسلم ne irshad farmaya keh yaumunnahar (daswen zilhij amah) nam ib nazne quadamuda ka ziyadah piyaara nahin aur oh jaanwar qiyaamat ke din apne sing aur baal aur khuron ke saath aayega aur qurbaani ka khoon zmeen par girne se qabl khuda ke nazdeek maqaam e qubool men pahunch jaata hai lihaza là ko khush dili se k

(Abu daaud / tirmizi / ibn e maajah)

(2) hazrat imam hasan bin ali رضى الله تعالى عنهما se riwayat hai keh huzur صلى الله تعالى عليه وسلم ne farmaya jis ne khushi se taalib e sawab ho kar qurbaani ki oh aatish e jahannam se hijaab (rok) ho jaayegi

(tibraani)

MASAAIL E FIQHIYYAH

QURBAANI KI TA’REEF

Makhsoos janwar ko makhsoos din men baniyyat e taqarrub zabah karna qurbani hai

(Bahar e shari’at)

QURBAANI KI QISMEN

qurbaani ki kayi qismen hain

(1) Gani aur faqeer dono par wajib hai là ki soorat ye hai keh qurbani ki mannat maani ye kaha keh allah ke liye mujh par bakri ya gaaye ki qurbaani karna hai ya là bakri ya gaaye ki qurbani karna hai

(Bahar e shari’at)

(2) faqeer par wajib ho gani par wajib na ho là ki soorat ye hai keh faqeer ne qurbaani ke liye janwar khareeda us par us jaanwar ki qurbaani wajib hai aur agar gani khareedta to is khareedne se qurbaani us par wajib na hoti

(Bahar e shari’at)

(3) gani par wajib ho faqeer par wajib na ho là ki soorat ye hai keh qurbaani ka wujoob na khareedne se ho na mannat maanne se balkeh khuda ne jo sử dụng zindah rakha hai us ke shukurya men aur hazrat ibraahim عليه السلام ki sunnat ki ihya men jo Qurbaani wajib hai oh sirf gani par hai

(Bahar e shari’at)

MASLAH ::: musafir pe Qurbaani wajib nahin agar musafir ne Qurbaani ki tataww’u (nafl) hai

(Bahar e shari’at)

MASLAH ::: faqeer ne agar na mannat maani ho na Qurbaani ki niyyat se Jaanwar khareeda ho to uska Qurbaani karna bhi tataww’u (nafl) hai

(Bahar e shari’at)

MASLAH ::: bakri ka maalik tha aur uski Qurbaani ki niyyat kar li ya khareedne ke waqt Qurbaani ki niyyat na thi ba’d men niyyat kar li to is niyyat se Qurbaani wajib nahin hogi

(Bahar e shari’at)

QURBAANI KE WAJIB HONE KE SHARAAIT

(1) ISLAM

yani gair muslim pe Qurbaani wajjb nahin

(2) IQAAMAT

yani muqeem hona musaafir par wajib nahin

(3) TAWANGARI

yani maalik nisaab hona yahan maaldaari se murad wahi hai jis se sadqa e fitr wajib hota hai oh murad nahin jis se zakat wajib hoti hai

(Nisab ki tafseel nisab ke bayan men mulahaza farmayen)

(4) HURRIYYAT

yani aazad hona jo aazad na ho us pe Qurbaani wajib nahin keh gulam ke paas maal hi nahin lihaza ibadat e maaliya us pe wajib nahin

(Bahar e shari’at)

FAZAAIL O MASAAIL E EIDUL AZHA O QURBAANI

TASHEEH

Ứng dụng Qurbani Prayer có thủ tục hoàn chỉnh của Qurbani từ Kinh Qur'an và hadith

- Qurbani k janwar ki kharaidari

- Qurbani ky masail

- Takbeer ka tareeqa

- Tất cả về qurbani

- Qurbani ki zarorat

Ai phải cung cấp Qurbani?

- Mọi người Hồi giáo nên thực hiện Qurbani. Các trường hợp đặc biệt duy nhất như sau:

- Những người không sở hữu 52,5 tolas bạc hoặc tài sản tương đương

- Những người có tinh thần không tốt.

- Những người đang đi du lịch và cách nhà hơn Shar ’i (khoảng 40-45 km)

- Người chưa đến tuổi dậy thì đã qua tuổi dậy thì.

Có gì mới trong phiên bản mới nhất 1.0

Last updated on Jan 13, 2023

Minor bug fixes and improvements. Install or update to the newest version to check it out!

Đang tải bản dịch ...

Thông tin thêm Ứng dụng

Phiên bản mới nhất

Yêu cầu cập nhật Qurbani ke Masail مسائل قربانی 1.0

Được tải lên bởi

LãO HạC

Yêu cầu Android

Android 4.4+

Available on

Tải Qurbani ke Masail مسائل قربانی trên Google Play

Hiển thị nhiều hơn
Ngôn ngữ
Đăng ký APKPure
Hãy là người đầu tiên có quyền truy cập vào bản phát hành, tin tức và hướng dẫn sớm của các trò chơi và ứng dụng Android tốt nhất.
Không, cám ơn
Đăng ký
Đăng ký thành công!
Bây giờ bạn đã đăng ký APKPure.
Đăng ký APKPure
Hãy là người đầu tiên có quyền truy cập vào bản phát hành, tin tức và hướng dẫn sớm của các trò chơi và ứng dụng Android tốt nhất.
Không, cám ơn
Đăng ký
Thành công!
Bây giờ bạn đã đăng ký nhận bản tin của chúng tôi.