Use APKPure App
Get Qurbani ke Masail مسائل قربانی old version APK for Android
Dalam aplikasi ini kami akan memberikan informasi lengkap tentang qurbani ke masail
Qurbani Ke Masail atau Ahkam
Qurbani ke masail hum sub ko maloom mengasah chahiye. dosto jesa ke ap sub jante hain kal ko Pakistan mei Idul Adha ka din hai atau taqriban har ghar me hi qurbani ki jati to hum sub ko qurbani ke masail atau ahkamat ke barey me mukammal ilm hona chahiye. Mai yahan adalah forum saya qurbani ke fazail, qurbani ke ahkam atau masail ap sub ki khidmat me pesh kar raha hon. Parhiye atau qurbaani karte waqt hamesha yaad rakhiye.
QURBANI KA BAYAAN
qurbaani hazrat saiyyiduna ibaraheem ليه السلام ki sunnat hai jo is ummat ke liye baaqi rah gayi aur nabi لى الله الى عليه لم ko qurbaani karne ka hukm diya gaya irshad farmaya
AHAADEES E KAREEMA
(1) ummul mumineen hazrat aaishah siddiaqa الله الى ا se riwayat hai keh huzur e aqdas لى الله الى ليه لم ne irshad farmaya keh bahan yaumunnahar (daswen zilhijjah) men koon bin e aadam kakhon ziyadah piyaara nahin aur oh jaanwar qiyaamat ke din apne sing aur baal aur khuron ke saath aayega aur qurbaani ka khoon zmeen par girne se qabl khuda ke nazdeek maqaam e qubool men pahunch jaata hai karokh li
(Abu daaud / tirmizi / ibn e maajah)
(2) hazrat imam hasan bin ali الله الى ا se riwayat hai keh huzur لى الله الى ليه لم ne farmaya jis ne khushi se taalib e sawab ho kar qurbaani ki oh aatish e jahannam se hijaayerokgi
(tibraani)
MASAAIL E FIQHIYYAH
QURBANI KI TA'REEF
Makhsoos janwar ko makhsoos din men baniyyat e taqarrub zabah karna qurbani hai
(Bahar syari'at)
QURBANI KI QISMEN
qurbaani ki kayi qismen hain
(1) Gani aur faqeer dono par wajib hai is ki soorat ye hai keh qurbani ki mannat maani ye kaha keh allah ke liye mujh par bakri ya gaaye ki qurbaani karna hai ya adalah bakri ya gaaye ki qurbani karna hai
(Bahar syari'at)
(2) faqeer par wajib ho gani par wajib na ho is ki soorat ye hai keh faqeer ne qurbaani ke liye janwar khareeda us par us jaanwar ki qurbaani wajib hai aur agar gani khareedta to is khareedne se qurbaani us par wajib na hoti
(Bahar e syari'at)
(3) gani par wajib ho faqeer par wajib na ho is ki soorat ye hai keh qurbaani ka wujoob na khareedne se ho na mannat maanne se balkeh khuda ne jo use zindah rakha hai us ke shukurya men aur hazrat ibraahim ليه ki sunnana men jo Qurbani wajib hai oh sirf gani par hai
(Bahar e syari'at)
MASLAH::: musafir pe Qurbaani wajib nahin agar musafir ne Qurbaani ki tataww’u (nafl) hai
(Bahar syari'at)
MASLAH::: faqeer ne agar na mannat maani ho na Qurbaani ki niyyat se Jaanwar khareeda ho to uska Qurbaani karna bhi tataww’u (nafl) hai
(Bahar e syari'at)
MASLAH::: bakri ka maalik tha aur uski Qurbaani ki niyyat kar li ya khareedne ke waqt Qurbaani ki niyyat na thi ba'd men niyyat kar li to is niyyat se Qurbaani wajib nahin hogi
(Bahar e syari'at)
QURBANI KE WAJIB HONE KE SHARAAIT
(1) ISLAM
yani gair muslim pe Qurbani wajjb nahin
(2) IQAAMAT
yani muqeem hona musaafir par wajib nahin
(3) TAWANGARI
yani maalik nisaab hona yahan maaldaari se murad wahi hai jis se sadqa e fitr wajib hota hai oh murad nahin jis se zakat wajib hoti hai
(Nisab ki tafseel nisab ke bayan men mulahaza farmayen)
(4) CEPAT
yani aazad hona jo aazad na ho us pe Qurbaani wajib nahin keh gulam ke paas maal hi nahin lihaza ibadat e maaliya us pe wajib nahin
(Bahar e syari'at)
FAZAAIL O MASAAIL E IDUL AZHA O QURBANI
TASHEEH
Aplikasi Sholat Qurban memiliki tata cara Qurban yang lengkap dari Quran dan hadits
- Qurban k janwar ki kharaidari
- Qurban ky masail
- Takbir ka tareeqa
- Semua tentang kurban
- Qurban ki zarorat
Siapa yang Harus Mempersembahkan Qurban?
- Setiap Muslim harus melakukan Qurbani. Satu-satunya kasus khusus adalah sebagai berikut:
- Mereka yang tidak memiliki 52,5 tolas perak, atau kekayaan yang setara
- Mereka dengan kondisi mental yang tidak baik.
- Mereka yang sedang dalam perjalanan dan jaraknya lebih dari syariat dari rumah (kurang lebih 40-45 kilometer)
- Yang belum mencapai dan melewati pubertas
Last updated on Jan 13, 2023
Minor bug fixes and improvements. Install or update to the newest version to check it out!
Diunggah oleh
LãO HạC
Perlu Android versi
Android 4.4+
Kategori
Laporkan
Qurbani ke Masail مسائل قربانی
1.0 by Pak Appz
Jan 13, 2023