Use APKPure App
Get Pyare Nabi(PBUH) ki Sunnatain old version APK for Android
Pyare Nabi (SAW) Ki Pyari Sunnatain ditulis oleh Maulana Hakeem Muhammad Akhtar
Seerat un Nabi Buku Pyare Nabi (SAW) Ki Pyari Sunnatain yang ditulis oleh Syaikh ul Arab Wa Ajam Hazrat Maulana Shah Hakeem Muhammad Akhtar Saheb (RA) Unduh gratis atau baca buku salinan pdf Urdu Islam online. Buku ini berisi buku Urdu Islami yang indah Pyare Nabi (SAW) ki Pyari Sunnatain, Sunnat adalah cara hidup yang ditentukan sebagai normatif bagi umat Islam berdasarkan ajaran dan praktik Nabi Islam Muhammad (SAW) dan interpretasi Quran. Buku ini menjelaskan sunnah dan DUA untuk menjalani hidup yang baik dan menyelesaikan tindakan dengan cara yang baik termasuk sunnah makan, minum, tidur mandi, dan tentang Masjid, rumah, dan toilet, singkatnya, mencakup semua aspek kehidupan. Anda juga dapat menemukan Buku Sirat Urdu Seerat Un Nabi Dalam Bahasa Urdu oleh Allama Shibli Nomani dan Atlas Seerat-un-Nabi (SAW) Oleh Dr. Shauqi Abu Khalil lebih banyak lagi dalam file ini. Ada sebagian besar Sunnah Nabi Muhammad SAW pada sebagian besar ahli kehidupan.
Buku Pyare Nabi s.a.w ki Pyari Sunnaten karya Maulana Hakeem Muhammad Akhtar Sahib. Buku ini berisi kumpulan Sunnah yang berkaitan dengan kehidupan Nabi Suci kita Sallallahu Alaihi Wasallam dalam rutinitas sehari-hari dalam bahasa Urdu
Buku Islami Dalam Bahasa Urdu “Pyaray Nabi Ki Pyari Sunnatein Ditulis Oleh Maulana Hakeem Muhammad Akhtar Sahib ” sekarang tersedia di Situs Tamu Urdu dalam dokumen Pdf berkualitas tinggi untuk dipelajari oleh pengunjung kami.
NAQSH E QADAM NABI KE HAIN JANNAT KE RAASTE,
ALLAH SE MILATE HAIN SUNNAT KE RAASTE
Hadist mai hai ke Nabi (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya:
Jis Shakhs ne Meri Sunnat ki Hifazat ki (Dil o Jaan se isko mazboot pakda aur ispar amal kiya) kepada ALLAH Ta'ala 4 baaton se iska ikraam karega.
1) Nek Logo ke Dilo me iski Mohabbat paida karega.
2) Fajir aur Badkar Logo ke Dilo me Haibat daal dega.
3) Rizq me Wus'at aur Barkat ataa karega.
4) Deen me pukhtagi Naseeb farmayega.
(Syariah Sharatul Islam: Hal:8, Syed Ali Zadah)
Wazu aur Miswak ki Sunnatain
Jub zarurat se farig hon to wazu karna chahiye aur jub wazu Karen to in sunnaton ka lihaz rakhen, hamara wazu hamare Rasool sallaallahu alaihi wasallam ki pyari sunnaton k sath ada hojaye. Kis qadar khush nasibi ki baat hai.
********{ Miswak}**********
Quran Majeed ki tilawat k waqt, Muh me badbo k ehsas k waqt, Neend se bedar hote waqt, aur wazu karte waqt in tamam Mawaqe pr Miswak krte huwe Aadmi apne Muh ko saaf bhi rakh skta hai kokr razi apne , Aur bisiyoon martaba isi sunnat per amalkrte huwe Ajr-o-Sawab ka Zakhira bhi kr skta hai, Hudhur sallaallahu alaihi wasallam ne Irshad Farmaya: “ Miswak muh ki Pakizgi ka Zariya aur rub ki Khushnudi ka sabab hai”.(Ahmed)
SYARA'IT E NAMAZ
Syara'it e Namaz 7 hai:
1) Badan ka Paak hona.
2) Kapde ka Paak hona.
3) Jagah ka Paak hona.
4) Satar (Naaf se Ghutne tak ka hisse) ka chupana.
5) Namaz ka Waqt hona.
6) Kiblat ki taraf munh karna.
7) Niyyat karna.
NAMAZ KE FARA'IZ
Namaz ke Fara'iz 6 hai:
1) Takbir e Tahrima yani "ALLAHU AKBAR" kehna.
2) Qiyaam yani khada hona.
3) Qira'at yani Qur'an ki 3 choti Aayaat ya 1 badi Aayat ka parhna.
4) Ruku'a karna.
5) Dono Sajde karna.
6) Qa'ada e Akhirah me Tash'hud ki miqdar baithna.
Topik berikut telah dibahas dalam aplikasi ini:
- WAJIBAAT E NAMAZ
- Namaz k 14 Wajibaat hain.
- NAMAZ KI 51 SUNNATEIN
- QIYAAM ME 11 SUNNATE HAIN.
- Qira'at ki 7 Sunnat hain.
- Ruku'a ki 8 sunnah.
- Sajde ki 12 sunnat
- Qaidah ki 13 sunnah.
- Guftagu ki Sunnatain
- Timardari (Iyadat) ki Sunnatain
- Cheenk Laine ki Sunnatain
- Khane se Pehle aur Baad ki Sunnatain
- Pani Peene ki Sunnatain
- Jumah k Din ki Sunnatain
- H A D E E S
- Aamale Juma
- JUMMA KI SUNNATE
- Sone se Pehle aur Baad ki Sunnatain
- Majlis se Uthte waqt ki Sunnatain
- Tilawat-e-Quran k 2 Ahem Aadab
- Tilawat-e-Quran ki Sunnatain
- Kapde Pahnne ki Sunnatain
- Kisi k Ghar me Jate waqt ki Sunnatain
- Mehman Nawazi ki Sunnatain
- Khane se Pehle aur Baad ki Sunnatain
Last updated on Jun 25, 2022
Minor bug fixes and improvements. Install or update to the newest version to check it out!
Diunggah oleh
ملت يونس خالد
Perlu Android versi
Android 4.4+
Kategori
Laporkan
Pyare Nabi(PBUH) ki Sunnatain
1.0 by Pak Appz
Jun 25, 2022