We use cookies and other technologies on this website to enhance your user experience.
By clicking any link on this page you are giving your consent to our Privacy Policy and Cookies Policy.

Pyare Nabi(PBUH) ki Sunnatain Screenshots

Over Pyare Nabi(PBUH) ki Sunnatain

Pyare Nabi (SAW) Ki Pyari Sunnatain geschreven door Maulana Hakeem Muhammad Akhtar

Seerat un Nabi Boek Pyare Nabi (SAW) Ki Pyari Sunnatain geschreven door Shaikh ul Arab Wa Ajam Hazrat Maulana Shah Hakeem Muhammad Akhtar Saheb (RA) Gratis download of lees online Islamitisch Urdu pdf-exemplaar. Dit boek bevat een prachtig Urdu Islami boek Pyare Nabi(PBUH) ki Pyari Sunnatain, Sunnat is de manier van leven die als normatief is voorgeschreven voor moslims op basis van de leringen en praktijken van de islamitische profeet Mohammed (SAW) en interpretaties van de Koran. Dit boek beschrijft sunnah en DUA om een ​​goed leven te leiden en actie op een goede manier te voltooien, inclusief sunnah voor eten, drinken, slapen en baden, en over Masjid, huis en toilet, kortom, het omvat alle aspecten van het leven. U kunt ook Urdu Sirat Books Seerat Un Nabi In Urdu door Allama Shibli Nomani en Atlas Seerat-un-Nabi (PBUH) door Dr. Shauqi Abu Khalil veel meer in dit bestand vinden. Er zijn de meeste Sunnats van de profeet Mohammed, vrede zij met hem, op de meeste experts van het leven.

Pyare Nabi s.a.w ki Pyari Sunnaten boek geschreven door Maulana Hakeem Muhammad Akhtar Sahib. Dit boek bevat een verzameling Sunnah met betrekking tot het leven van onze Heilige Profeet Sallallahu Alaihi Wasallam in de dagelijkse routine in de Urdu-taal

Islamitisch boek In Urdu "Pyaray Nabi Ki Pyari Sunnatein Geschreven door Maulana Hakeem Muhammad Akhtar Sahib" is nu beschikbaar op de In UrduGuest-site in een Pdf-document van hoge kwaliteit voor de studie van onze bezoekers.

NAQSH E QADAM NABI KE HAIN JANNAT KE RAASTE,

ALLAH SE MILATE HAIN SUNNAT KE RAASTE

Hadees mai hai ke Nabi (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya:

Jis Shakhs ne Meri Sunnat ki Hifazat ki (Dil o Jaan se isko mazboot pakda aur ispar amal kiya) aan ALLAH Ta'ala 4 baaton se iska ikraam karega.

1) Nek Logo ke Dilo me iski Mohabbat paya karega.

2) Fajir aur Badkar Logo ke Dilo me Haibat daal dega.

3) Rizq me Wus'at aur Barkat ataa karega.

4) Deen me pukhtagi Naseeb farmayega.

(Sharah Sharatul Islam: Pagina:8, Syed Ali Zadah)

Wazu aur Miswak ki Sunnatain

Jub zarurat se farig hon to wazu karna chahiye aur jub wazu Karen to in sunnaton ka lihaz rakhen, hamara wazu hamare Rasool sallaallahu alaihi wasallam ki pyari sunnaton k sath ada hojaye. Kis qadar khush nasibi ki baat hai.

**********{ Miswak}**********

Quran Majeed ki tilawat k waqt, Muh me badbo k ehsas k waqt, Neend se bedar hote waqt, aur wazu karte waqt in tamam Mawaqe pr Miswak krte huwe Aadmi apne Muh ko saaf bhi rakh skta hai aur apne , Aur bisiyoon martaba isi sunnat per amalkrte huwe Ajr-o-Sawab ka Zakhira bhi kr skta hai, Huzoor sallaallahu alaihi wasallam ne Irshad Farmaya: "Miswak muh ki Pakizgi ka Zariya aur rub ka ki Khushnudi".

SHARA'IT EN NAMAZ

Shara'it en Namaz 7 hain:

1) Badan ka Paak hona.

2) Kapde ka Paak hona.

3) Jagah ka Paak hona.

4) Satar (Naaf se Ghutne tak ka hisse) ka chupana.

5) Namaz ka Waqt hona.

6) Qiblah ki taraf munh karna.

7) Niyyat-karna.

NAMAZ KE FARA'IZ

Namaz ke Fara'iz 6 hain:

1) Takbir e Tahrima yani "ALLAHU AKBAR" kehna.

2) Qiyaam yani khada hona.

3) Qira'at yani Qur'an ki 3 choti Aayaat ya 1 badi Aayat ka parhna.

4) Ruku'a karna.

5) Dono Sajde karna.

6) Qa'ada en Akhirah me Tash'hud ki miqdar baithna.

De volgende onderwerpen zijn behandeld in deze app:

- WAJIBAAT EN NAMAZ

- Namaz k 14 Wajibaat hain.

- NAMAZ KI 51 SUNNATEIN

- QIYAAM ME 11 SUNNATE HAIN.

- Qira'at ki 7 Sunnate hain.

- Ruku'a ki 8 zonovergoten.

- Sajde ki 12 sunnate

- Qaidah ki 13 zonnig.

- Guftagu ki Sunnatain

- Timardari (Iyadat) ki Sunnatain

- Cheenk Laine ki Sunnatain

- Khane se Pehle aur Baad ki Sunnatain

- Pani Peene ki Sunnatain

- Jumah k Din ki Sunnatain

- H A D E E S

- Aamale Juma

- JUMMA KI SUNNATE

- Sone se Pehle aur Baad ki Sunnatain

- Majlis se Uthte waqt ki Sunnatain

- Tilawat-e-Quran k 2 Ahem Aadab

- Tilawat-e-Quran ki Sunnatain

- Kapde Pahnne ki Sunnatain

- Kisi k Ghar me Jate waqt ki Sunnatain

- Mehman Nawazi ki Sunnatain

- Khane se Pehle aur Baad ki Sunnatain

Wat is er nieuw in de nieuwste versie 1.0

Last updated on Jun 25, 2022

Minor bug fixes and improvements. Install or update to the newest version to check it out!

Vertaling Laden...

Aanvullende APP -informatie

Laatste Versie

Verzoek update van Pyare Nabi(PBUH) ki Sunnatain 1.0

Geüpload door

ملت يونس خالد

Android vereist

Android 4.4+

Available on

Verkrijg Pyare Nabi(PBUH) ki Sunnatain via Google Play

Meer Info
Talen
Abonneer u op APKPure
Wees de eerste die toegang krijgt tot de vroege release, nieuws en gidsen van de beste Android -games en apps.
Nee bedankt
Aanmelden
Succesvol ingeschreven!
Je bent nu geabonneerd op APKPure.
Abonneer u op APKPure
Wees de eerste die toegang krijgt tot de vroege release, nieuws en gidsen van de beste Android -games en apps.
Nee bedankt
Aanmelden
Succes!
Je bent nu geabonneerd op onze nieuwsbrief.