下载 APKPure App
可在安卓获取Jumma Ki Khasoosiyat的历史版本
Jumma Ki Khasoosiyat Book 是为那些在清真寺演讲的人提供帮助的
这本书是专门为那些在清真寺担任阿訇的人准备的,这样他们就可以得到有关Jumu'ah的帮助,并且他们可以很容易地解释Jumu'ah的特点。
在这本书中,您可以了解星期五的礼仪、星期五的圣行和星期五的美德。
在这本书中,您将了解什么是好处,并在有人及时和最后一次出现时从真主的奖励中获得怜悯。
根据古兰经和圣训,星期五的裁决是什么?
星期五是万日之王,它有很多优点
古兰经:
相信的人啊!当在星期五(集会日,yawm al-Jumu'ah)宣布祈祷时,请急于追忆安拉,不要做生意(和交通):如果你知道,那对你最好!
当祈祷结束时,你们可以分散在这片土地上,寻求真主的恩惠:经常(并且没有限制地)庆祝真主的赞美:你们可能繁荣。
— 古兰经,第 62 章(Al-Jumua),āyāt 9-10
JUMA, BAHTAREEN DIN(白天):
” Bahtareen din, jis par suraj nikal(rise) kar chamke, juma ka din hai, isi din hz adam (as)paida hue, isi din jannat me daakhil kiye gaye, isi din jannat se(zameen par) utaare gaye aur qayamat bhi jumah ke din qayam hogi”
(穆斯林,aljuma,baab youmul juma 854)
JUMA KI FARZIYAT :
Irshaad bari taala hai:
“哎呀,伊曼瓦隆! Jab jumah ke din namaz(jumma) ke liye azaan di jaaye to allah ke zikr(khutba aur namaz) ki taraf daudo aur (us waqt) kaarobaar chhod do, agar tum samjho to yah tumhare haq me bahut bahtar hai”
(苏拉朱马)
Hazrat Abu Jaad Jamri R.A se riwayat hai ki aap (sallallahu alaihi wasallam) ne faraya:-“jo shakhs susti ki wajah se 3 jumah chhod den to allah taala uske dil par muhar laga deta hai”
(abu dawood abwabul juma 1052, tirmizi 499,)
aap(sallallahu alaihi wasallam) ne faraya:-” log jumah chhodne se baaz aa jaayen warna allah taala unke dilon par muhar laga dega phir We ghaafil ho jaayenge”
(穆斯林 al juma 865)
Hazrat Ibne Masud R.A se riwayat hai ki aap(sallallahu alaihi wasallam) ne un logon ke gharon ko jo(susti ki wajah se) jumah se peeche rah jaate hain, jala dene ka iraada kiya”
(穆斯林,清真寺 652)
Malum huwa ki juma ka chhodna bahut bada gunah hai, is par kadi warning hai, isliye har musalman par juma padhna farz hai, isme bilkul bhi susti nahi karni chahiye, jab khateeb mimber par chade, aur azaan ho jaaye to saare kaarobaar haraam ho jaate海恩
朱玛克马赛尔:
1- Aap(sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:-” jiska allah aur aakhirat par imaan hai us par juma farz hai, mareez, musaafir, na-baaligh ladka aur ghulaam juma ki farziyat se bahar hain (agar chaahen to padh len warna johar ki namaz ada karen)
(abu dawood abwabul juma 1067, imam nawawi ne sahih kaha hai)
2- aap(sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:-” jo shakhs juma ke din khoob acchi tarah nahaaye aurpaidal(masjid me) jaaye, imam ke nazdeek Hokar dil lagakar khutba sune aur koi bekaar baat na kare to usko har qadam par ek saal ke roze aur uski raaton ke qayaam ka sawaab hoga”
(tirmizi, al juma 495, abu dawood taharat 345, ibne habban 559, haakim 1/281-282)
Hazrat Salman Farsi Radiallahu Anhu se riwayat hai ki, aap(sallallahu alaihi wasallam) ne faraya:- jo shakhs juma ke din nahaaye aur jis qadar paaki haasil ho Sake kare,( muchen katraaye, naakun kataaye, zere naaf baal kaate, aur bagalon ke baal door kare etc) phir tail(oil) ya apne ghar se khusbu lagaaye aur (juma ke liye) masjid ko jaaye,(wahan) do aadmiyon ke beech raasta na banaaye(balki jahan jagah mile baith jaaye) phir apne muqaddar ki namaz padhe , phir dauraan e khutba khaamosh rahe to uske pichle juma se lekar is jumah tak ke gunah maaf kar diye jaate hain”
(bukhari al juma 883,910)