Use APKPure App
Get Pyare Nabi(PBUH) ki Sunnatain old version APK for Android
muat turun nabi ki sunnat ki kitab dalam urdu dan kongsi dengan rakan anda.
Seerat un Nabi Book Pyare Nabi (SAW) Ki Pyari Sunnatain written by Shaikh ul Arab Wa Ajam Hazrat Maulana Shah Hakeem Muhammad Akhtar Saheb (RA) Free download or read online Islamic Urdu pdf copybook. Buku ini mengandungi buku Urdu Islami yang indah Pyare Nabi (PBUH) ki Pyari Sunnatain, Sunnat adalah cara hidup yang ditetapkan sebagai normatif bagi umat Islam berdasarkan ajaran dan amalan nabi Islam Muhammad (SAW) dan tafsiran al-Quran. Buku ini menerangkan sunnah dan DUA untuk menjalani kehidupan yang baik dan menyempurnakan tindakan dengan cara yang baik termasuk sunnah makan, minum, tidur mandi, dan tentang Masjid, rumah, dan tandas, ringkasnya, ia merangkumi semua aspek kehidupan. Anda juga boleh mencari Buku Sirat Urdu Seerat Un Nabi Dalam Bahasa Urdu oleh Allama Shibli Nomani dan Atlas Seerat-un-Nabi (PBUH) Oleh Dr. Shauqi Abu Khalil banyak lagi dalam fail ini. Terdapat kebanyakan Sunnat Nabi Muhammad SAW pada kebanyakan ahli kehidupan.
Kitab Pyare Nabi s.a.w ki Pyari Sunnaten karangan Maulana Hakeem Muhammad Akhtar Sahib. Buku ini mengandungi koleksi Sunnah yang berkaitan dengan kehidupan Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam dalam rutin harian dalam bahasa Urdu
Buku Islam dalam Bahasa Urdu “Pyaray Nabi Ki Pyari Sunnatein Ditulis Oleh Maulana Hakeem Muhammad Akhtar Sahib ” kini boleh didapati di Laman Dalam UrduGuest dalam dokumen Pdf berkualiti tinggi untuk kajian pelawat kami.
NAQSH E QADAM NABI KE HAIN JANNAT KE RAASTE,
ALLAH SE MILATE HAIN SUNNAT KE RAASTE
Hadees mai hai ke Nabi (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya:
Jis Shakhs ne Meri Sunnat ki Hifazat ki (Dil o Jaan se isko mazboot pakda aur ispar amal kiya) kepada ALLAH Ta'ala 4 baaton se iska ikraam karega.
1) Nek Logo ke Dilo me iski Mohabbat paida karega.
2) Fajir aur Badkar Logo ke Dilo me Haibat daal dega.
3) Rizq me Wus'at aur Barkat ataa karega.
4) Deen me pukhtagi Naseeb famayega.
(Sharah Sharatul Islam: Halaman:8, Syed Ali Zadah)
Wazu aur Miswak ki Sunnatain
Jub zarurat se farig hon to wazu karna chahiye aur jub wazu Karen to in sunnaton ka lihaz rakhen, hamara wazu hamare Rasool sallaallahu alaihi wasallam ki pyari sunnaton k sath ada hojaye. Kis qadar khush nasibi ki baat hai.
*********{ Miswak}**********
Quran Majeed ki tilawat k waqt, Muh me badbo k ehsas k waqt, Neend se bedar hote waqt, aur wazu karte waqt in tamam Mawaqe pr Miswak krte huwe Aadmi apne Muh ko saaf bhi rakh skta hai aur apne Gosok ko razi bhi kr skta hai , Aur bisiyoon martaba isi sunnat per amalkrte huwe Ajr-o-Sawab ka Zakhira bhi kr skta hai, Huzoor sallaallahu alaihi wasallam ne Irshad Farmaya: “ Miswak muh ki Pakizgi ka Zariya aur rub ki Khushnudi ka sabab hai”.(Ahmed)
SHARA'IT E NAMAZ
Shara'it e Namaz 7 hain:
1) Badan ka Paak hona.
2) Kapde ka Paak hona.
3) Jagah ka Paak hona.
4) Satar (Naaf se Ghutne tak ka hisse) ka chupana.
5) Namaz ka Waqt hona.
6) Kiblat ki taraf munh karna.
7) Niyyat karna.
NAMAZ KE FARA'IZ
Namaz ke Fara'iz 6 hain:
1) Takbir e Tahrima yani "ALLAHU AKBAR" kehna.
2) Qiyaam yani khada hona.
3) Qira'at yani Qur'an ki 3 choti Aayaat ya 1 badi Aayat ka parhna.
4) Ruku'a karna.
5) Dono Sajde karna.
6) Qa'ada e Akhirah me Tash'hud ki miqdar baithna.
Topik berikut telah diliputi dalam apl ini:
- WAJIBAAT E NAMAZ
- Namaz k 14 Wajibaat hain.
- NAMAZ KI 51 SUNNATEIN
- QIYAAM ME 11 HAIN SUNNATE.
- Qira'at ki 7 Sunnah hain.
- Ruku'a ki 8 sunnat.
- Sajde ki 12 sunnat
- Qaidah ki 13 sunnah.
- Guftagu ki Sunnatain
- Timardari (Iyadat) ki Sunnatain
- Cheenk Laine ki Sunnatain
- Khane se Pehle aur Baad ki Sunnatain
- Pani Peene ki Sunnatain
- Jumah k Din ki Sunnatain
- H A D E E S
- Aamale Juma
- SUNNATE JUMMA KI
- Sone se Pehle aur Baad ki Sunnatain
- Majlis se Uthte waqt ki Sunnatain
- Tilawat-e-Quran k 2 Ahem Aadab
- Tilawat-e-Quran ki Sunnatain
- Kapde Pahnne ki Sunnatain
- Kisi k Ghar me Jate waqt ki Sunnatain
- Mehman Nawazi ki Sunnatain
- Khane se Pehle aur Baad ki Sunnatain
Last updated on Jan 3, 2024
Minor bug fixes and improvements. Install or update to the newest version to check it out!
Dimuat naik oleh
Orlando Cooper
Memerlukan Android
Android 4.4+
Category
Laporkan
Pyare Nabi(PBUH) ki Sunnatain
1.8 by AppsTouch
Jan 3, 2024