Use APKPure App
Get Badnazri بد نظری K 14 Nuqsanat old version APK for Android
Badnazri (pandangan lusful) ke 14 nuqsanat oleh Maulana Shah Muhammad Akhtar Saheb.
Badnazri ke 14 nuqsanat Oleh Shaikh ul Arab wal Ajam Hazrat Maulana Shah Hakeem Muhammad Akhtar Saheb (ra)
ℳuashre ko tabaah karne me aham kirdaar “bad nazri” ka bhi he, yani mardo ka gair mahram aurto ko dekhna atau Aurto ka gair mahram mardo ko dekhna. Ye bahut khatarnaak fitna he, ye “ZINA” ki pehli sirhi (langkah) he, is se bade bade fitno ka darwaza khulta he.
Allah ne be hayaai or badkari ka darwaza band karne ke liye musalmano ko “NAZRO KI HIFAZAT ” ka hukm diya.
“AAP MUSALMAAN MARDO SE KEH DO KE WO APNI NIGAHEIN NICHI RAKHEIN ATAU APNI SHARMGAAH KI HIFAZAT KAREIN, YE UN KE LIYE ZYADA PAKIZA BAAT HE, BE SHAK ALLAH KHOOB WAQIF HEIN UN KAMO SE JO WO LOG KARTE HEIN
ATAU AAP KEH DEIN MUSALMAAN AURTON SE WO BHI APNI NIGAHEIN NICHI RAKHEIN ATAU APNI SHARMGAAH KI HIFAZAT KAREIN ” (pasti noor: 30,31)
Bad nazri ki hurmat ki takid is baat se bhi maloom hoti he ke Qur'an me jab allah ne namaz, roza, zakat wagera ka hukm dena chaha to mardo se khitab farmaya atau aurato ko mardo ke hukm me dakhil farmaya, alag se hukm nahi diya.
Jab BAD NAZRI se rokna chaha to mardo or aurto ko alag alag aayto me hukm diya.
Chunche pasti noor ki aayat 30 me mardo ko hukm diya atau ayat 31 me aurto ko hukm diya.
Bad NaZri se Bachna kitna Zaruri dia ?? Is ka andaza hame is waqie se hoga.
Hz Umme Salma Radiyallahu Anha farmati hein ek roz me or hazrat maymuna Radiyallahu Anha dono Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam ke pass bethi hui thi ke achanak hazrat AbduLLah Ibne Umme MakTum Radiyallahu Anhu aa gae to Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam ne keli Dono hukm jaao, mene arz kiyaa: “Ya Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam wo to nabina (andhe) hein, wo hame nahi dekh sakte” Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam ne JawaB diya:
“TUM TO NABINA NAHI HO ? TUM TO UN KO DEKH RAHI HO !! ”(Abu Dawud & Tirmizi)
BaD NaZRi ALLah ki La'NaT ka sebab dia.
✾ Hz HaSan BaSri Rahmatullahi Alayhi Bayan karte he ke Muje ye baat pohchi he ke Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam ne irShaD Farmaya:
ALLah ne La'NaT ki he Dekhne Wale par, atau us par bhi jis ko Dekha gaya. (ℳishKaaT: 270)
Adakah irShade Nabwi se maloom huwa ke Jo Mard kisi NaMaHraM Aurat ko ya kisi ke Satar ko Dekhta he us par aLLah ki La'NaT nazil hoti dia atau wo aLLah ki RahMaT se mahroom ho jata dia.
Isi TaraH Jo AuraT chahti dia menggunakan Dekha jaae ya BanSanwar kar nikalti dia us par bhi aLLah ki La'NaT dia atau wo bhi aLLah ki RahMaT se mahroom ho jaTi dia.
BaD NaZRi ke NuQsaNaaT
AaJ HaMare ℳuashare me Bad NaZri bahut aam ho gayi he, is GunaaH se naujawaan to tabaah huwe hi Lekin Filmo or Tv ki wajah se chhote chhote bachcho or bachchiyo ko bhi is nashe ki AaDaT Par gayi he, Burhe bhi is Gunaah se apne bachaa nahi pate.
BaD NaZRi jaha ek khatarnaak gunaah he wahi Deeni atau Dunyawi NuQsaNaat ka bahut bada sabab dia.
BaD NaZRi se hone wale NuQsaNaaT ka jab jaaeza Lenge to pata chalega BahuT sari Bimariyo ka iLaaj ham Doctors ke pass TaLaaSh karte rahe jab ke sahih iLaaj ‘BaD NaZRi ’se bachne me tha.
Chalo shuru karte hein “BaD NaZRi ke NuQsaNaaT” ko ginna.
" kya tum jante nahi ho ke aLLah tumhe dekh raha he ?"
Bad NazRi se bach ne ke Liye bahut sare iLaaj bataae gaye, in iLaajo me se jo bhi munasib samjhein us ke zarye se jald az jald is muhLik bimaari ka iLaaj kiya jaae warna yahi bimaari ‘ zina ’ jese khatarnaak jurm ko janam deti he.
Badnazri (Lustful Glance) Urdu book by Hazrat Pir Maulana Zulfiqar Ahmed Naqashbandi This Islamic book available for free download apk format.. This Islami book Published by Maktaba Milat Deo Band UP India. baca tentang Bad Nazri ki tabahkarian aur ilaj dan Bad Nazri k Nuqsanat dalam bahasa Urdu. Anda boleh membaca Nazar e Bad (Evil Eyes) oleh Irshad ul Asri dan Badnazri Aur Ishq e Mijazi ki tabah kariyan aur us ka ilaj oleh Hazrat Maulana Shah Hakeem Muhammad Akhtar
Last updated on Apr 1, 2024
Bugs Resolved
Dimuat naik oleh
William Chan
Memerlukan Android
Android 5.0+
Category
Laporkan
Badnazri بد نظری K 14 Nuqsanat
1.2 by Pak Appz
Apr 1, 2024