Use APKPure App
Get Qurbani - Sunnat ke Mitabik old version APK for Android
Qurbani ka Tariqa aur Faraiz - Sunnat ke Mutabiq - Eidul Azha ke Faraiz
Eid-ul-Azha jisey hum Eid-ul-Adha bhi kehte hen, ek bahut hi khaas tehwar hai hum tamam musalmanon ke liye jisme hum Allah ke huzur mai qurbani pesh kerke apni mohabbat aur aqeedatmandi ka izhar kerte hen Allah ki khushnoodi aur razamandi ke liye.
Qurbani se mutaliq hamare zehen mai kayi sawalat ikhatta hote hen jinke jawabat ke liye hum pareshan hote hen yan akser galty ker bethte hen maslan :
- Kya hum per Qurbani Wajib hai ?
- Kin chizon ko dehan mai rakhna hai ?
- Qurbani se pehle kya niyat zehen mai honi chaiye ?
- Qurbani ka janwar kaisa hona chaiye?
- Janwar ko kis terhan rakhna chaiye ?
- Janwar ke lawazimat kaise poore kerne hen ?
- Qurbani / Janwar zibah kaise kerne hai ?
Aise tamam sawalon ke jawab humne ap sarfeen ke liye is application ke zariye ponchane ki poori koshish ki hai ta ke ap is saal Qurbani ki Eid ke faraiz ain sunnat ke mutabik ache tariqe se ada kersaken aur dua hai hamari ke Allah pak apki aur hamari Qurbani apne huzoor mai qubool farmaye aur hamai ajar-e-azeem se nawazey.
Last updated on Aug 26, 2016
Minor bug fixes and improvements. Install or update to the newest version to check it out!
Uploaded by
Natã Santos
Requires Android
Android 2.3.4+
Category
Report
Qurbani - Sunnat ke Mitabik
1 by islamiccolorsapps
Aug 26, 2016