Use APKPure App
Get Jumma Ki Khasoosiyat old version APK for Android
Buku Jumma Ki Khasoosiyat adalah untuk mereka yang berkhotbah di Masjid untuk mendapatkan bantuan
Buku ini khusus bagi mereka yang berprofesi sebagai imam di masjid-masjid agar dapat memperoleh bantuan mengenai Jumu'ah dan mereka dapat dengan mudah menjelaskan ciri-ciri Jumu'ah.
Di dalam buku ini Anda dapat mempelajari tentang adab Jum'at, Sunnah Jum'at dan keutamaan Jum'at.
Dalam buku ini Anda belajar tentang apa Manfaat dan mendapatkan rahmat dari Allah pahala ketika seseorang datang di waktu dan terakhir kali.
Bagaimana hukum hari jum'at menurut al qur'an dan sunnah?
Jum'at adalah rajanya segala hari dan memiliki banyak keutamaan۔
Al-Qur'an:
Wahai orang-orang yang beriman! Ketika adzan dikumandangkan untuk shalat pada hari Jum'at (Hari Majelis, yawm al-Jumu'ah), bersegeralah untuk Mengingat Allah, dan tinggalkan bisnis (dan lalu lintas): Itu lebih baik bagimu jika kamu tahu!
Dan setelah selesai Sholat, maka semoga kamu menyebar ke seluruh bumi, dan mencari karunia Allah: dan sering-seringlah memuji Allah (dan tanpa kewajiban): agar kamu beruntung.
— Qur’an, surah 62 (Al-Jumua), āyāt 9-10
JUMA, BAHTAREEN DIN(HARI):
Bahtareen din, jis par suraj nikal(rise) kar chamke, juma ka din hai, isi din hz adam (as) paida hue, isi din jannat me daakhil kiye gaye, isi din jannat se(zameen par) utaare gaye aur qayamat bhi jumah ke din qayam hogi”
( muslim, aljuma, baab youmul juma 854)
JUMA KI FARZIYAT :
Irsyaad bari taala hai:
” aiy iman walon! Jab jumah ke din namaz(jumma) ke liye azaan di jaaye to allah ke zikr(khutba aur namaz) ki taraf daudo aur (us waqt) kaarobaar chhod do, agar tum samjho to yah tumhare haq me bahut bahtar hai”
(surah juma)
Hazrat Abu Jaad Jamri R.A se riwayat hai ki aap (sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:-” jo shakhs susti ki wajah se 3 jumah chhod den to allah taala uske dil par muhar laga deta hai”
(abu dawud abwabul juma 1052, tirmizi 499,)
aap(sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:-” log jumah chhodne se baaz aa jaayen warna allah taala unke dilon par muhar laga dega phir We ghaafil ho jaayenge”
(muslim al juma 865)
Hazrat Ibne Masud R.A se riwayat hai ki aap(sallallahu alaihi wasallam) ne un logon ke gharon ko jo( susti ki wajah se) jumah se peeche rah jaate hain, jala dene ka iraada kiya”
(muslim, al-masjid 652)
Malum huwa ki juma ka chhodna bahut bada gunah hai, is par kadi warning hai, isliye har musalman par juma padhna farz hai, isme bilkul bhi susti nahi karni chahiye, jab khateeb mimber par chade , aur azaan ho jaaye to saare hai
JUMA KE MASAIL :
1- Aap(sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:-” jiska allah aur aakhirat par imaan hai us par juma farz hai, mareez, musaafir, na-baaligh ladka aur ghulaam juma ki farziyat se bahar hain (agar chaahen to padh len warna johar ki namaz ada karen)
(abu dawood abwabul juma 1067, imam nawawi ne sahih kaha hai)
2- aap(sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:-” jo shakhs juma ke din khoob acchi tarah nahaaye aur paidal(masjid me) jaaye, imam ke nazdeek Hokar dil lagakar khutba sune aur koi bekaar baat na kare to usko har qadam saal ke roze aur uski raaton ke qayaam ka sawaab hoga”
(tirmizi, al juma 495, abu dawood taharat 345, ibne habban 559, haakim 1/281-282)
Hazrat Salman Farsi Radiallahu Anhu se riwayat hai ki, aap(sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:- jo shakhs juma ke din nahaaye aur jis qadar paaki haasil ho sake kare,( muchen katraaye, naakun kataaye, zere naaf baal kaate, aur bagalon ke baal door kare dll) phir tail(minyak) ya apne ghar se khusbu lagaaye aur (juma ke liye) masjid ko jaaye,(wahan) do aadmiyon ke beech raasta na banaaye(balki jahan jagah mile baith jaaye) phir apne muqaddar ki namaz padhedar ki namaz , phir dauraan e khutba khaamosh rahe to uske pichle juma se lekar is jumah tak ke gunah maaf kar diye jaate hain”
(bukhari al juma 883.910)
Last updated on Aug 31, 2024
fix error
add voice to listen and learn
Diunggah oleh
هشومي كشخه
Perlu Android versi
Android 4.2+
Kategori
Laporkan
Jumma Ki Khasoosiyat
2.3.8 by Zahra University (Online)
Sep 7, 2024